Kisine bahut khoob likha....
Salaakhon me itna waqt guzaara hai
Ki ab jab rihaan ho chuke hai toh fir gunaah karne ka mann karta hai,
Fir humne socha...
Raahon mei unki inta waqt guzaara hai, ki ab unhi raahon par guzar jaane ka mann karta hai
par yeh dil kamzoor hai, nadaan hai
isliye...bas mohabbat mei unki jee jaane ko mann karta hai
Logon ne fir hamare baare mei yeh socha ...aur likha...
Pee hai sharab har gali har dukan se,
Ek dosti si ho gai hai sharab ke jaam se,
Guzre hain hum ishq mein kuchh aise mukam se,
Ke nafrat si ho gai hai mohabbat ke naam se.
Humne fir yeh jawab diya...
Sharab...Is nashe mei kahaa itna nasha hai...
Sabse nashili toh bas unki woh adaa hai...
yaaron bas pyaar mei dub jao...
pyaar ka nasha hi...sabse bada hai

Comments
Post a Comment