Skip to main content

Posts

Showing posts from June, 2016

Pyaar - Aag ka dariya

Uski aankhen kahi dur jami thi Aankhon mei kuch nami thi Pas khade ladke ka chehra sangeen tha Kahi kissi soch mei dubaa hua woh talleen tha Pyaar dono ki dilon mei kayam tha, par shayad zamaana hi zaleem tha Baat kya thi, kya muskil thi, Kyu woh bechara itna pareshan, aur woh bechari itni hairan thi Jaan toh nahi paya mei, Par yeh maan liya... Yeh pyaar nahi asaan, bas itna samjh lijiye, aag ka dariya hai aur tair ke jaana hai....