Likhne ki khwaish bahut hai magar, sochne ka waqt nahi Zindagi khayalon se tez bhaag rahi hai, dimaag ko dil ki fursaat nahi.... Sochta hu kab neend khule, aur pata chale...ki yeh sirf khwaab hai....aur haqeeqat nahi.... Aur mei bachpan mei laut jau, bas khel, kud aur masti ho jahaa....kisi aur cheez ki jaroorat nahi....