Dil hamara khambakht hai, karta bas sikayat hai, kehta hai kaisa yeh waqt hai, wo unka dil inta kyu sakht hai karta nahi hamse baat, samjhta nahi jazbaat, sochta hu yehi har raat, jaane kaise hai yeh haalat par fir khayal aata hai, woh bhi toh ek dil hai, pyaar bina uska jeena bhi toh muskil hai, kya hua jo woh pyaar hamara nahi, Akhir uski khushi hi toh apni manzil hai.