Hota hai din, nikalta hai suraj,
hoti hai ek dil mei ek nayi aasha
Sochta hu mei, aaj bolunga unse apne pyaar ki bhasha
Karunga izhaar, nahi kar payenge woh takraar,
karna hoga unhe iqraar, hota hai dil bekaraar
Fir dhalta hai din, hoti hai shaam, bol nahi pata mei dil ki baat,
Nikalta hu ghar, karta hu "suffer"(safar), ho jaati hai raat
Agle din wohi soch, wohi abhilasha,
ki aaj jaroor bolunga unse mei apni pyaar ki bhasha

Comments
Post a Comment