Guzar gaya yeh saal khayalon mei, Zindagi ke uljhe sawaalon mei, Kissi ki sikayaton mei, Apni hi uljhanon mei.... Khona tha jo kho diya, Rona tha jitna tune ro liya... Kal ek naya waqt aayega, Josh aur umang saath layega, Umeedon se bhari nayi raah hogi, Us raah par chalne ki chaah hogi, Har us sawaal ka jawaab hoga, Sach hota har woh khwaab hoga... Kal ek naya saal hoga, Aur doston woh saal bhi kamaal hoga...bemisaal hoga.. Happy New Year to Everyone.... WebRep currentVote noRating noWeight